New Generation Of Electric Luxury Cars

New Generations Of Electric Luxury Cars


Nay jamaane ki Electric Luxury Cars  ko 0 se 100 kilomiter prati ghante ki raftar pakadne me mahaj chand second lagte h aapke palak jhapakte hi 100 ki raftar pakad leti ye Electric Luxury Cars ab sawal  ye uthta h ki kya insaan is romaanch bhari electric caro ko handle kar  payega 


Audi E-Tron
top 10 luxury cars in india, Luxury cars
Audi E-Tron
suv ke maamle me Audi ki dhaak Q5 aur Q7 ne lambe samay se kaayam ki, ab baari e-tron ki h e-tron ko 100 ki raftar chhune me 5.7 second ka samay lagta h ye car luxury ke maamle me bhi kam nahi h.








Tesla Rodustar

top 10 luxury cars in india, Luxury cars
Tesla Rodustar
Electric vehicles me Tesla se bada koi aur naam nahi dikhne me behad hi khubsurat Rodustar raftar pakadne me kam nahi hai ise 0 se 100 kilomiter prati ghante ki raftar ko chhune me keval 1.9 second lagte h. 




Porsche Taycan Turbo S


top 10 luxury cars in india, Luxury cars
Porsche Taycan Turbo S

911 Carrera, ki tarah hi perfect kuchh karne ke liye Porsche ne electric car companys ko hi pahle tay karne diya ki kya kiya jaana chahiye aur kya nahi natija Turbo S ke rup me aapke saamne h jo sirf 2.6 second me 100 kilomiter ki raftar chhu leta hai.



            


            Jaguar I- Pace


top 10 luxury cars in india, Luxury cars
            Jaguar I- Pace

Jaguar i- pace  ke rup me alag star par pahuch gai h yah mahaj 4 second me 100 kilomiter prati ghante ki raftar pakad leti h Jaguar ki classic to isme h hi ise dekh kar aasani se samjha ja sakta h ki q ki is tarah ki SUV ki diwaangi bani rahegi.




                                                                       


                                                                               Aspark Owl

top 10 luxury cars in india, Luxury cars
Aspark Owl

Cars ke maamle me isse tej Earth par kuchh nahi 1985-hp ki takat jab iske pahiye ko milti h to yah 1.69 second me 100 kilomiter prati ghante ki speed par hoti h radio par channel badalne me jitni der lagate h usse kam vakt me yah raftar pakadti h iski khubsurat body line bhi iske raftar ko pakadne madad karti h.



Pininfarina Battista


Pininfarina Battista

Italian company ki yah car sundartaa ke saath teji ka perfect udaharan h bataur design house Pininfarina, ne kai khubsurat cars banai h lekin yah all electric hyper car alag h jo 1.8 second me 100 kilomiter ki raftar paa leta h.



ye thi kuchh chuninda New Generations Of Electric Luxury Cars collections ummid karte h jo aapko pasand aaya hoga 

Thank you so much mere pyare Dosto 



                                                                your freind Aslam Faruki   
SHARE

Aslam Faruki

Hi. I m Blogger of Amer private limited This Blog About on Business, Stock Market And Financial News Analysis, Social Awareness, Technology, Education tips And Tricks. knowledge things and new technology Inspired to make things looks better

    https://www.facebook.com/Aslamataamer
  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment