Online Video Meeting Ke Liye 10 Apps Jo Chat Se Lekar 100 Logo Ke Meeting Tak Ki Suwidha hai
Office Ke Har Tarah Ke Task Ke Liye Maujud Hai Kai Tarah Ke Apps
Lockdown ki wajah se kai logo ko achaanak work from home yani ghar se kaam karna shuru karna padha iske liye kai companys me infrastructure nahi tha work frome ke badhte chalan ke kaaran ab dhero naye tools aur apps use kar rahe hai sabhi ka udeshya ek hi hai ghar se kaam karne ko jaayda se jaayda aasan banana hai yaha aise hi kuchh top rateds app ke baare me bataya gaya hai ghar se work frome home kaise kare.
Online Video Meetings Ke Liye App...
Kahaa milega: Android, Ios, aur Windows par muft
Kya Karta Hai: video confressing app hai jisme screen share karne aur instate massage bhejne ke vikalp bhi hai confressing ke liye ek baar me 100 logo ko joda jaa sakta hai meeting ko record kar baad me dekhne tak ki suvidha bhi hai |
2. MICROSOFT TEAMS RATING: ★★★★★ DOWNLOADS: 1 CRORE SE JAAYDA
![]() |
Microsoft Teams |
Khaa milega: Android, Ios, aur Windows par muft
Kya Karta Hai: isme video chat, document share karne aur sahkarmiyo se chating ki suwidha saath me microsoft office 365 ka istemaal kar document, aur presentention aur shits aadi bhi banaa sakte hai |
3. TEAM VIWER RATING: ★★★★ DOWNLOADS: 5 CRORE SE JAAYDA
![]() |
Team Viwer |
Kya Karta Hai: is tool ki madad se desktop share kar sakte hai yaani ghar baithe ki aise dusre desktop kaam kar sakte hai jis par team viwer ho online meeting, web cofressing wa file transfer kar sakte bhi hai |
Project Ya Task Ke Nigraani Ke Liye App...
Khaa milega: Android, Ios, aur Windows par muft
Kya Karta Hai: is tool ki madad se team ke sadasyo ke kaam kaa lekha - jokha rakh sakte hai team ke sadasyo ke liye to - do list bana sakte hai, jahaa sabhi dekh sakte hai ki kon saa kaam huaa kon saa baaki hai isper comments aur links bhi share kiya ja sakta hai |
Khaa milega: Android, Ios, aur Windows par muft wa paid version
Kya Karta Hai: facebook ke co founder dustin moskovitj ki is aap me ek project par kaam kar 15 log jode jaa sakte hai aur unke saath task list share kar sakte hai paid version me timeline, sheduale aur advanse reporting jaise fetures bhi hai |
Khaa milega: Android, Ios, aur Windows par muft
Kya Karta Hai: is app se samay aur kharch ka hisaab - kitaab rakha ja sakta hai iske jariye invoice ( bills ) ka phoyo khich kar kharch ka hisaab rakh sakte hai kisi sahkarmi ko project ya kaam pura karne me kitna samay lagta hai iski nigraani kar sakte hai |
Chat Message Ke Liye App...
Khaa milega: Android, Ios, aur Windows par muft wa paid version
Kya Karta Hai: isme message board, chat room aur file organizer jiasi suwidhaye hai simit suwidhao waala free version chhote project ko manage karne ke liye achchha hai badi team wale project 99 dollor ka paid version bhi le sakte hai |
Khaa milega: Android, Ios, aur Windows par muft wa paid version
Kya Karta Hai: yah kai sansthaano dwara istemaal kiye jaa rahe sabse mashur apps me se ek hai ise microdoft ne banaya hai yah app messging, file bhejne aur document edit karne ki suwidhaye deta hai isme google drive, dropbox, trello jaisi bhi joda jaa sakta hai halaki iske free version me message ki sankhya kimit hai |
Document Management Ke Liye App...
Khaa milega: Android, Ios, aur Windows par muft
Kya Karta Hai: isme users calender, spradshits, word document banaye jaa sakte hai aur sahkamiyo ke saath share kiye ja sakte hai isme documents ki update aur editing ki history live dekh sakte hai saath hi comments bhi add kiye hja sakte hai |
Khaa milega: Android, Ios, aur Windows par muft
Kya Karta Hai: yah file rakhne ke tools google drive aur dropbox ka vikalp hai, jinme file surakshit rakha ja sakta hai file save karne ke liye is app me office 365, google apps aur slack ko bhi joda ja sakta hai files offline dekhne ki suwidhaa bhi hai
Thank you so much Dosto
Your freind Aslam Faruki
Comment, Share. & Follow Kare
0 comments:
Post a Comment