Jaane Kyu 10 Me Se 9 Startup Asafal Ho Jaate Hai
![]() |
Dear freinds hamme se bahut se log alag - alag ideas par kaam karte hai innovention, menufecturing, technology phir bhi safal nahi ho paate jaane kya rision hai kaun si galtiya hai jinse we safal nahi ho paate aur unka startup idae fail ho jaata hai aise hi kuchh galtiya hai jinme thodha bahut sudhar kar ham safal ho sakte hai ek report ke anusaar , 10 me se 9 startup asafal ho mauka hatohatshahit hone ka nahi hai balki iske karan jaan - kar punar adhik smart aur aspasht tarike se kadi mehnat me jut jaane ka hai |
Startup ka shabdik arth hai upar uthne ki shuruaat hai ek aisi shuruaat jo sapno aur hauslo par tiki hoti hai lekin kai baar jor - shor se ki gai shuruaat kuchh duri safar me hi mand padne lagta hai aur naya Idea thande baste me chalaa jaata hai asafaltaay buri nahi hoti balki we bahut kuchh sikhaati hai aur ek sachhai ye bhi hai ki asafaltaay hausle ko past kar deti hai isliye sabse jaruri hai inke pichhe ke karan ko samajhna agli baar inse bachte huye ek nai shuruaat ke liye uth khadhe honaa |

Apna WIchaar Sarweshresht Mananaa
Adhiktar maamlo me founder apne soche idea par hi atke hi rahte hai aur usme thodha bhi pariwartan nagwar gujarta hai we har us chij ko karne ki koshish karte hai jisse we swyam ko sahi saabit kar paay koi bhi chhetra h kewal ek hi wichaar par atke rahna aage nahi bahaata aapko rojana naye wichaar par kary karna hoga saath hi aapke saathiyo ke baat ko bhi sayyam ke saath sunana hoga |
Mai Sab - Kuchh Jaanta Hu
Aksar yuwa udhmiyo me josh dambh me badal jaata hai chuki Idea aur paisa aur mehnat unka hota hai mai sab kuchh jantaa hu we chahte hai ki we kamre me sabse buddhiman veykti ke taur par dekha jaaye na ki kisi chatra ki tarah yah samajhna jaruri hai mahaj google search kar ya apne dosto se ray lekar kisi bhi wishay me wisheshgyta hasil nahi kiya jaa sakta hai |
Dhan Ka Sahi Upyog Na Kar Paana
Kai startup ko funding milta hai jisme se adhiktar paisa paisa we marketing aur publicrelation agency me laga dete hai jab udpad bazaar me hota hai usme kai kamiya nikal ka aata hai kyuki jo paisa udpad par kharch karna tha woh wigyapan me chuka hota hai yah bhawishya me dusre startup ki sambhawnayo par bhi lagaam laga deta hai |
Market Gaip Na Pahchaan Paana
Har startup bazaar par nirbhar karta hai har bazaar me aisa kami hota hai jise aap pahchaan kar dur kar skate hai iske saath hi samay ki pahchaan bhi utni mahtwapurn hai jaise netflix ya amezon prime aaj se 10 saal pahle bazaar me aaye hote jab internet ki pahuch itni na thi aur smart phone gine - chune logo ke haath me hi the to shaayad hi we is tarah parsiddh ho paate |
Koi Yojna Na Honaa
Safal hone ke sapne dekhna ya unki baat karte rahne se koi safal nahi hota uske liye sabse jaruri hai yojnabaddh kary ek sarwe ke anusaar 17 % startup kewal isliye fail ho jaate hai kyuki we bina kisi yojna ke josh aur junoon ke saath kud padte hai Business plan samaanyata : 40 se 50 page ke hote hai jisme Idea, Target, Audions, Kitne samay me kya lakshya parapt karna hai, Kaise karna hai, Paise ka batwara kaha aur kaise karna hai aadi nihit shamil hai |
Thank you so much Dosto
Your freind Aslam Faruki
![]() |
Jaane Kyu 10 Me Se 9 Startup Asafal Ho Jaate Hai |

0 comments:
Post a Comment